Vahem Song Lyrics - Naezy, Byg Byrd | Video Song | SmartArt Creations

With his new track 'Vahem', Naezy opens up about the misconceptions around his much-talked-about stardom and personal life. His work speaks for itself, and he shouldn't be judged based on false perceptions created around the dark side of 'hip-hop culture'. It serves as a wake-up call to the hip-hop community to evolve with time and find their unique styles. Vahem is Naezy's emotional appeal to friends, family and fans to recognise that hip-hop has always been a part of our culture - it's the voice of our youth and definitely here to stay!

vahem lyrics smartart creations

Name of Track - Vahem
Artist - Naezy
Lyrics by - Naved Shaikh
Music & Production by - BYG BYRD
Mixed & Mastered by - Hanish Taneja
Directed by : Naezy

Vahem Lyrics

BYG BYRD on the beat!

Saare lage jaane kyun peeche
Mera yeh khayaal mujhe kheenche
Saare yeh sawaal mujhe pooche
Milta hai kya sangeet se?

Mere dil ko sukoon
Meri rooh ko chain
Main jab dhalta ismein
Mere bharte nain

Meri saasein thamti hai, Yeh dhadkan end
Hoon main nakli vyakti, Hai yeh tera veham

Kab tak raha vahem mein
Ab to jaag ja!
Kab tak sard rahinga
Jalti aag kya?

Mere mein to jalti
Andar hai mom meri batti pighalti
Bheje ki ni chalti
Maska hai dil bole feelings phisalti
Trip thodi bhalti
Kiski hai ghalti

Naaraazgi kab tak ye
Ab tum bata do
Chaah kar bhi khush na rahun
Kyun main saza loon

Aasaan nahi kyun hai yeh
Bataa wajah tu
Ummeed mein badh rahe
Main jaagu bhaagu

Kal ki jo beeti
Baat hai sabhi ki
Dil pe lagi thi
Baaton ko woh bhula diya

Kadvi kasaili
Gand ghinauni
Behadh fizool saari yaadon ko main bhula diya
Dushmanon ko sula diya
Chalti ka naam liya
Gaadi nahi li, bhalte ka kaam kiya
Bhatki nahi meri sab kuch sambhal liya
Kuchh din ki bhaag-daud phir kuch din aaraam kiya

Kab tak raha vahem mein
Ab to jaag ja!
Kab tak sard rahinga
Jalti aag kya?

Mere mein to jalti
Andar hai mom meri batti pighalti
Bheje ki ni chalti
Maska hai dil bole feelings phisalti
Trip thodi bhalti
Kiski hai ghalati

Narazgi kab tak ye
Ab tum bata do
Chaah kar bhi khush na rahun
Kyun main sazaa loon

Aasaan nahi kyun hai yeh
Bataa wajah tu
Ummeed mein badh rahe
Main jaagun bhaagun

Barabar, barabar
Saari baatein theek hain maana
Barabar, barabar
Zindagi Na Milegi Dobara!
Barabar, barabar
Meri jaan tu hai ik sitaara
Barabar, barabar
Chal mere sang, tere sang zamana

Kab tak raha veham mein
Ab to jaag ja!
Kab tak sard rahinga
Jalti aag kya?

Mere mein to jalti
Andar hai mom meri batti pighalti
Bheje ki ni chalti
Maska hai dil bole feelings phisalti
Trip thodi bhalti
Kiski hai ghalti

Naraazgi kab tak ye
Ab tum bata do
Chaah kar bhi khush na rahun
Kyun main saza loon

Aasaan nahi kyun hai yeh
Bataa wajah tu
Ummeed mein badh rahe
Main jaagun bhaagun

Mera bhi to feeling hai
Pehle bhi sambhala yeh zamaane kabhi na mana
Mujhe bola main deewana
Har jagah se thokar mile
Yeh kar kabhi woh kar
Bole do pal mein tum raja
Phir do pal mein tum joker bane
Baar baar roke mujhe, toke mujhe
Mauke kitne chhoote mere
Sapne kitne toote mere
Baar baar log mujhe bolne lage haar maan
Choor choor khwaab mere
Raatein jaage bandh bhaage baatein chaar


Post a Comment

0 Comments